Post Top Ad

banner image

Post Top Ad

Responsive Ads Here
Showing posts with label Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Ghalib. Show all posts

Thursday, 19 January 2017

Thursday, 9 January 2014

11:36

Wo behisaab jo pee ke kal sharaab aayaa




Wo behisaab jo pee ke kal sharaab aayaa
Agarche mast thaa mai.n par mujhe hijaab aayaa

Idhar Khayaal mere dil mein zulf kaa guzaraa
Udhar wo khaataa huaa dil mein pech-o-taab aayaa

Khayaal kis kaa samaayaa hai diidaa-o-dil mein
Na Dil ko chain mujhe aur na shab ko Khuwaab aayaa